Home / Hadd OST Lyrics | Hum Entertainment | Awargi Mein Hadd Se..

Hadd OST Lyrics | Hum Entertainment | Awargi Mein Hadd Se..

Hadd OST | Hum Entertainment Drama | Ranjhan Meray Ishq Dua

Tuesday, 5 May 2026 | Web Desk

OST: Hadd
Singers: Arshman Khan, Gulshan Karim
Lyrics: Fatima Najeeb
Music: Hamza Iqbal
Director: Zahid Iqbal

Awargi me hadd say guzar janay ke liya
Koi wajha milay muskuranay ke liya
Darbadar dhondhon kisay, meray siyaan tu bata
He akhri sahara yaar jeenay ke liya
Tu jo kahay, manain gay hum
Tera hukam hae, Amrat nahi
Ker lay yaqeen, aye dilnasheen
Koi ishq ki ab hadd nahi
Ranjhan meray, Ishaq dua
Aisi dawa, zakham bharay
Ker day fana, sari anaa
Janay wohi , jis ko lagay
Khamosh ye lab hain
Khamosh nazar hai
Jo bhi hai dil, Unko ye kahbar hai
Kesay me bataon, is dil ka shehar hai
Tu meri dua ka, aye yaar asar hai
Teri nazar mein wo asar
Tu dekh lay, kismat khulay
Kuch soch na, meray dholna
Sun dil meray, sab mang lay
Ranjhan meray, Ishq dua
Aisi dawa, zakham bharay
Jeevan ke rah mein, sath tera chun liya
Tum nay kaha nahi, mein wo sun liya
Kis qadar hai haseen
Nazar ki saazishain
Dil ki ye saltanat, teri hakomat
Zalima chor na, Dil hi na tor na
Tujha say juri hui hain
Zindagi ki khwahishain
Ranjhan meray, Ishq dua
Aisi dawa, zakham bharay
Ker day fana, sari anaa
Janay wohi jis ko lagay

Check Also

Geo entertainment new Drama Shaidai Title Song Roman Urdu Lyrics

Geo Entertainment’s New Drama ‘Shaidai – Title Song Lyrics’

Thursday, 23 April 2026 | Web Desk Raat ke andhere mein ek noor hoMere liye …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *