Kahani Suno Zubani Suno
Muje Pyar Howa Tha Iqrar Howa Tha
Dewana Howa Mastana Howa
Teri Chahat Main Kitna Fasana Howa
Tere Aane Ki Khushboo , Tere Jane Ka Manzar
Tuje Milna Parega , Ab Zamana Howa
Sadaye Suno, Jafayen Suno
Muje Pyaar Howa Tha, Iqrar Howa Tha
Hai Tamana Humain Tumhe Dulhan Banaye
Tere Hatho Pe Mehendi Apne Naam Ki Sajaye
Teri Lele Balaye, Tere Sadqe Utare
Hai Tamana Hume Tume Apna Banaye
Nahi Mushkil Wafa, Zara Dekho Yaha
Teri Ankhon Main Basta Hai Mera Jahan
Kabi Sun To Zara Jo Main Keh Na Saka,
Meri Dunia Tumhi Ho Tum Hi Asra
Duain Suno Sazaye Suno ,
Mujhe Pyaar Howa Tha, Iqrar Howa Tha
Kahani Suno Zubani Suno
Mujhe Pyaar Howa Tha, Iqrar Howa Tha
FAQs
Who sang “Kahani Suno”?
Kaifi Khalil, Sindhi singer, sang this masterpiece song. Kahani Suno has crossed 19M views on Youtube